Tera muskurate hue aana hamko achha lga
Woh tera sharam se guzar jana achha laga
Door se dekhna woh tera paas aakar
Nazarein jhukana achcha laga
Woh jo barson se tere seene me kaid hai
Ankhon se batana achcha laga
Tera jate waqt mud kar dekhna
Phir kadmon ka ruk jana achcha laga !!!