14 Feb

Main tujhe itna chahun

Main tujhe itna chahun

Tere hath ki kash main wo lakeer ban jaun 
Kash main tera muqaddar teri taqdeer ban jau 
Main tujhe itna chahun ki tu bhool jaye har rista 
Sirf main hi tere har rishtay ki tasweer ban jaun 
Tu aankhain band kare to aaun main hi nazzar 
Is tara main tere har khuwab ki taabeer ban jau !!!